SAMAGAM KI KHUSHI AURSATGURU KE AADESH"
Sant Samagam ko har Sant Apne Jeevan ka sbseBada 'Tyohar ve Uphar' maante hain aur Ye Ek Prepuran Satya bhi hai. Isse Bada na koi Tyohar ho skta hai na kisiko Aisa Uphar Nasseb hota hai. Shayad isi liye Satguru Baba Ji Khud hi Humari Bhavnaon ko Smjh kar Humein is Khushi ko Tyohar ki trah Ek Utsav ki trah manane ko kehte hain, par Sath hi BABA JI ne Apne Santo ko Maryada ve Anushashan mein rehne ko bhi kaha hai aur Woh Nazara Humein "GURU VANDANA"wale Din yani ki Chauthe Din dekhne ko milta hai ki Jab har Chehra Khushi aur Ullas se Bhara hota hai, har Sant Khushi mein Jhoom raha hota hai par fir bhi wahan GURU MARYADA AUR ANUSHASHAN puri tarah se dekhne ko milta hai aur SANTO MAHATMAON KE INHI SADGUNON KI WAJAH SE HI SHAYAD 'SATGURU BABA JI SANTO KO APNE SIR KA TAAZ KEHTE HAIN'
Satguru ke Charnon meinGuzarish hai ki Hum Aapke Bachnon pe khare utarne ke Yogya ban payein

No comments:
Post a Comment
God Is one