Monday, 3 September 2012
Sukh Dukh
UKH DUKH kya hai ye humari soch hai jo hum ko sukh ya dukh farak dekhti hai,jab hum bhuky hoty hai tabhi hum khana khaty hai,iss hi tarha jab hum ko koi cha hoti hai hum khush hoty hai ki ass hoga wysa hoga aur agar kuch alag ho to hum nerash ho jaty hai.SATGURU hum ko sahi waqt par sab cheezy dety hai taki hum unn cheezo ki kadar karty huye sukh ka anubhav kary aur unko sanjo kar rakhy iss tarah hi sukh dukh bhi jeevan mein aty hai agar humko ye ehsaas rahy ki khany se mera shari santust hai phir hum ko dukh ka ehsaas bhi nahi hoga kyuki sukh dukh anijaani hai koi sther nahi hai issky bare mein sochna nahi chiye.
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment
God Is one