DHAN NIRANKAR JI.....
aaj k yug mein jahan pyar, namrata, bhaichara, sehansheelta ka aabhav hai wahin hamara mission inn sbhi gunno se paripoorn dikhayi deta hai. sadh sangat yeh sbhi sikhlayi BABA HARDEV SINGH JI MAHARAJ ne apne baccho mei bhali bhaanti bhar di hai aur lagataar isi pryaas mei agrasar hai ki yeh sampooran sansaar in guno se yukt ho jaye....aaj jahan hum sansar ko dekhte hai ki logo mei chotti se chotti baat sehan krne ki shakti nahi rahi hai.. ik chotte se incidence pe log ladh jaghadh padhte hai , ek dusre ki jaan bhi le lete hai.. Haal hi mei jaise babaji example de rahe the ki ek baar ek gaadi se jab dusri gaadi ne overtake kiya toh pehli gaadi mei baithe vyakti ne dusre insaan ki jaan le li ki weh mujhse aage kaise nikal gaya.?? yahi stithi aaj har insaan ki ho gayi hai ki weh kisi ko apne se aage ni dekh paata..wahin hmara mission bhaichara ko bdawa dete huye pyar, namrata, sehansheelta ke gun apnayi ja rha hai jiske anusaar:
NAR PUJA HI NARAYAN PUJA HAI..
babaji sehansheelta ko le ke ek aur example dete hai ki ek vyakti ek baar ek book bahut hi dhyaan se padh raha hota hai ki tabhi uski wife use khaana khane ke liye kehti hai. woh use mana kr deta hai. dobara unke khana poochne par veh insaan gusse mein aakar weh book unpe faink deta hai.baad mei jb dekha gaya toh uss book ka title tha tolerance....is example se babaji sirf yeh btana chahte hai ki hum bhi keval sunne aur sunane tak hi seemat na reh jaye balki ise apne jeevan mei apna le..jaisa babaji kehte hai:
SUNO MANN SE AUR DIKHAO KARAM SE....
babaji ke charno mei yehi ardaas hai ki kripa karna ki hum bhi apne karam aise bana paye taki yeh sansaar waisa bann jaye jaisa aap chahte hai....

No comments:
Post a Comment
God Is one